Amazon Quiz Kaise Jeete?

अमेज़न क्विज कैसे जीते?

amazon quiz ek question answer game ya fir general knowledge competition hain. जो अमेजन इंडिया के ऐप्प पर हर रोज आयोजित होता है। quiz ka hindi me matlab ‘प्रश्नोत्तरी’ होता है हर क्विज़ में 5 से 8 सवाल पूछे जाते हैं  जिसमे आपको भरपूर समय मिलता है उन सवालों के जवाब देने में उल्टा अगर आप Flipkart stories या फ्लिपकार्ट गेम्स प्रश्नोत्तरी खैलोंगे तो उसमें एक टाइमर लगा होता है इसका मतलब आपको इतने सेकेंड में इस सवाल का जवाब देना है, वरना आपको खेल से बाहर कर दिया जायेगा। बहुत सारे क्विज़ में सिर्फ एक सवाल ही पूछा जाता हैं।  अब बात करते हैं ‘अमेजन क्विज’ की तो इसमें आप हर दिन दो से तीन New Amazon Quiz में भाग ले सकते हो और सभी में आपके जितने के अवसर शत प्रतिशत होते हैं क्योंकी आप आराम से प्रश्नों का जवाब इंटरनेट के माध्यम से खोज सकते हैं और उस सवाल का सही जवाब दे सकते है। Competition शुरू होने का समय सुबह 5 बजे से शुरू हो जाता है कभी-कभी सुबह के आठ बजे भी शुरू हो जाता है। amazon se paise kaise kamaye? इसके बहुत सारे तरीके है पर मैं आज आपको एक तरीका बता रहा हूँ।

एक नजर इस पर डाले  –   Flipkart Quiz Kya Hai? फ्लिपकार्ट क्विज कैसे खेले व जीते वाउचर, रूपये, सुपर कॉइन

amazon quiz से हमें क्या क्या Prizes इनाम मिलते हैं?

अमेजन क्विज’ खेलकर आप हर दिन भारत के जितने भी लेटेस्ट मोबाइल फोन लॉन्च होते हैं उन्हें जीत सकते हो। चाहे वो स्मार्टफोन 10 हजार का हो या दस लाख का उससे कोई फर्क नहीं पड़ता। इसके साथ ही आप Washing machine, Refrigerator, laptop, pc, video games, fan, tublights, power bank, Tv, led, lcd,  shoes जेसी वह सब आइटम आप जीत सकते हो जो आप अमेजन की वेबसाइट या ऐप्प पर देखते हों। अब आपको पता चल ही गया होंगा की अगर आप लगातार खेलते हैं तो आप जीत सकते हैं ये सारे इनाम। मैं तो कहता हूँ साल में एकबार भी आप जीत गए ना तो बहुत सारे सपने पूरे हो जायेंगे।

क्या अमेजन खुद ये अपनी तरफ से इनाम उपहार देता है?

अमेजन इंडिया अपनी तरफ से सिर्फ आपको अपना ‘ Amzon pay Toupup Balance’ देता है जिससे आप कुछ भी सामान उनकी साइट्स या एप्पलीकेशन से खरीद सकते हैं। और बाकी जितने भी Prize/ Goodies / Cash Amount होता है वो कोई भी देशी विदेशी कंपनी अपने प्रोडक्ट के प्रचार के लिए इस प्रश्नोत्तरी का आयोजन करवाती है जिससे की ज्यादा से ज्यादा लोग उस ब्रांड या उत्पाद से जुड़ सके। ध्यान रहे हर दिन लाखो लोग ये क्विज कॉम्पिटिशन खेलते हैं। ज्यादातर लोगों को यही लगता है की ये सारे उपहार/ इनाम खुद अपने पैसों से देता है ऐसा बिल्कुल नही है इसमे कंपनी अपने products ke promotion ke liye online contest Run करती है।

 

Amazon Contest ke Baare mein FAQ in Hindi 

Amazon quiz winner announcement kab hota hai?

उसकी जानकारी क्विज में ही होती हैं। अमूमन 1,3,5, 15 दिन से 2 महीने का समय लगता है विजेता घोषित करने में।

Amazon quiz Fake hain ya real?

आपको इस बात का ज्ञात हो की अमेजन कंपनी का मालिक  जेफ बेजोस दुनिया का सबसे अमीर आदमी है। दूसरी बात ये इतनी बड़ी कंपनी है इसके लिए क्विज की मनी एक मिनट की कमाई है तो इस तरह हम इसे फेक तो नही कह सकते। और अगर ये फेक क्विज करवाती हैं तो इसकी प्रतिष्ठा पर दाग लग सकता है इसलिए आप निश्चित रहकर खेलिए । बहुत सारे लोगो ने लाखो / करोड़ो रूपये के इनाम जीते हैं। ये बिल्कुल असली है आप खुद थोड़ा अपना दिमाग लगाये। इस वेबसाइट में वो ही तरिके आपको बताये जाते हैं जो एकदम Genuine & Trusted है। Tou ess tarah hum kah sakte hain ki Amazon quiz ekdum real hain.

Amazon quiz winner proof dikhaye ya bataye?

आप यूटुब वीडियो पर देख सकते है essi keywords queries ko search karke. बहुत सारे लोगो ने सबूत दिखाये है। साथ ही आप अमेजन Funzone section में भी प्रूफ देख सकते हो। साथ ही ” I won on Amazon” quires twitter par ya google par search kar aap image dekh sakte hou.

Winners list kha par dekhe?

सबसे पहले अमेजन ऐप्प को खोले उसके बाद लेफ्ट साइड में Amazon Programs & features पर क्लिक करें  उसके बाद Fun Zone पर क्लिक करें अभी आपको वहाँ पर Winner list का ऑप्शन दिख जायेगा उस पर क्लिक कर वर्तमान और पिछले तीन सालों की लिस्ट देख सकते हैं।

अमेज़न क्विज कैसे जीते? [Secret Tips & Tricks to win Amazon Quiz]

निम्नलिखित बताये गए दस टिप्स में से आप पांच को भी पूरी ईमानदारी से फॉलो करते हैं तो आपको  ‘अमेजन क्विज जीतने ‘ से कोई नहीं रोक सकता।  ये सारे टिप्स मैं अपने Personal experience के आधार पर बता रहा हूँ क्योंकी मैने खुदने दो साल इन Quizzes में भाग लिया है।

#1.  Morning me sabse jaldi uthakar khele kyuki jyadatar quiz ek – dou ghante ke hee hote hain. Aise me aap agar subah 10 baje app check karonge tou bahut badi opportunity miss kar donge.

#2.  aap saare question ke answer googling karke pahele notebook me likh de usske baad quiz open kare aisa karne se 100% accuracy ke saath aap quiz ke saare questions ko successfully answer kar paayenge.

#3. Morning, afternoon aur evening teeno time baar baar check karte rahe kyuki kisi bhi time new competition refresh hou sakata hain.

#4. Apna mobile number email aur address update karne rakhe taaki aapke jitne ke chances jyada hain.

#5. Agar aap South India ke Tamilnadu State se Khel rahe hou tou apna  time waste mat karo. Tamilanadu me ek contest, lottery ka law bana hua jisme TN state ka koi bhi aadmi contest nhi khel saktaa. Esske baare me adhik jankari google se Le sakte hain.

#6. Bahut saare log kya karte hain quiz jitne ke chakkar mein jyda accounts bana lete hain aise mein amazon aapke phone ke ip address ko track kar leta hain aur aap disqlified hou jaate hou. Ess liye ek hee account se khelo.

#7. Jis bhi competition /contest ko aap khel rahe hou usske answer pahle hee google se dekhakar notebook mein likh dou usske baad answer dou.

#8. Ye cheej dhyan rakhe aapko har deen participate karnaa hain aur ek bhi deen miss nhi karna hain kyunki jis din aap nhi khelte uss din dusre logou ki jitne ke chances badh jaate hain.

#9. Mene amazon customer care se baat kar lee hain unhone bola hain ki twitter par winning screenshot aur hashtag use karnaa compulsary nhi hain.

#10. Jyda samay nhi lagtaa roz ek ghanta time dedo luck destiny aapki achchi hou lag jaaye baaki jyada serious mat lou kyuki everyday 10 se 15 lakh log participate karte hain. Mene un logo ka numbers bataya hain koi Right answer dete hain. Baaki quiz khelne walo ki sankhya crores ten million ke aaspas hongi.

 

Amazon Quiz kaise khele? (how to play amazon quiz in hindi)

  1. Sabse pahle aap amazon app ko open  air install kare Google Play Store or App Store Se.
  2. fir left side corner mein sabse top mein aapko 3 dots dikhenge uss par click kare
  3. usske baad aapko neeche programs and Features ka option dikhenga uss par click kare
  4. usske baad aapko FunZone  dikhenga uss text par click kare
  5. phir aapko saare contest dikh jaayege >    abhi aapko jou accha lage vou khele
  6. Ye upper bataya sabse best way hain all quiz dhoodhne ka varna aap shortcut mein direct ‘app search Box’ mein ‘funzone’ search karke bhi quize find kar sakte hain.
  7. Fz fun zone direct link to play
  8. For  amazon, all contest winners list on the official website 
  9.  Yah  upper bataya sabse best way hain all quiz dhoodhne ka varna aap shortcut mein direct ‘app search baar’ mein ‘funzone’ search karke bhi quize find kar sakte hain.

 

Amazon Quiz Terms and Conditions in Hindi

  1. Aap apna email, mobile number aur Home address app ki settings mein jakae update kar sakte hou.
  2.  Contest jitne ke liye aapko sabhi sawalo ke right answer dene honge.
  3. Agar aapka naam winner list mein aa gya hain aur koi  mail aapko receive nhi hua tou aap customer care service team se contact kar sakte hain vou aapki puri help karenge.
  4. Aapki age 18 years old honi chahiye.
  5.  Aapke pass valid pan card, aadhar card aur kyc complete honi jaruri hain tabhi aap amazon pay balance apne account mein prapt kar paaonge.
  6. agar aap amazon affiliate programme ya amazon ke employees hou tou aap ess quiz mein participate nhi kar sakte.
  7.  prize ki notification milne ke baad aapko within 7 days ke andar prize claim karnaa jaroori hain.
  8. Amazon will contact the winner by email or SMS. The name of the winner will also be posted on the website lucky draw winner section.
  9.  Sabhi winners ke mobile number  verified hone chahiye amazon account se.
  10.  company apne saare adhikar surakshit rakhtee hain. wo kisi bhi bhi samay kuch bhi badlaav kar saktee hain.

 

Amazon Pay Balance Kya hai Aur Eske Fayde

Amazon Pay ek online electronic payment system hain jis tarah paytm wallet hota hain. आप ‘अमेजन पे’ से कुछ भी खरीद समते हो सभी प्रकार के रिचार्च कर सकते हो जैसे ;- Landline, Broadband, 3G, 4g, gas, electricity etc.  Amazon pay ki help se aap kuch bhi saman purchase kar sakte hou.

● आपको लगभग हर रिचार्ज पर कम से कम 30 से 50 % तक का रिटर्न कैशबैक वापस मिल जाता है, जो एक बहुत बडी बात है आप अन्य Mobile operator se recharge करवाएंगे तो आपको हर रिचार्ज पर 20 से 50% कैशबैक मिलेंगा क्या? फिर से बोलो… 50% Cash back!
अगर नॉर्मल रिचार्ज करते हो तो किसी ग्राहक के तो आपको वह सिम कार्ड कंपनी सिर्फ 2% से 5% कमीशन देती है वही अमेजन 50 से 20 %! लेकिन यह महीने में दो या तीन रिचार्ज पर लागू होता है। बाकी टाइम ये आपको अपने sponsered partners ke deals&Coupon ke rewards आपको दिए जायेंगे।

● अमेजन बेलेंस आप अपने Debit Card से लोड कर सकते हो। लिमिट 50 रूपये से 10 लाख तक है।

● हर बार “अमेजन पे” से आर्डर करने के बाद आपको तुरंत आकर्षक ऑफर और छूट मिलती हैं।

● अमेजन खुद इसको बहुत ज्यादा प्रमोट करती है हर दिन कुछ न कुछ नया ऑफर लेकर आती रहती है जिससे ग्राहक ज्यादा से ज्यादा इसका इस्तेमाल करें।

Amazon Contest Kyu Kaise Ke Sabhi Sawalo Ka Jawab Hindi Me

Q.1) Koi Bhi aadmi Sabhi online contest mein participate kar sakta hai?

Answer  – Nhi. aapki age 18 se upper honi jaruri hain aur aapki nagrikta bharteey honi jaruri hain. aapke pass valid government documents like pan card, aadhar card bhi hona jaruri hai taaki aap amazon pay balance ke money ko claim kar paaonge.

 

Q.2)  Purane winners se baat kaise kare aur unhe kis platform par dhoodhe?

Answer  – esske liye twitter se best platform koi nahi hou saktaa. vha par aap i won on amazon lihonge tou bahurt saare users ke screenshot aayege jiske neeche haajaro comment hongee aap unko padhkar motivate hou sajkte hou aur direct winner ki profile mein jaakr unse  time and aur bahut saare sawal puch sakte hou.

 

Q.3) Mujhe prize jitne ka quick guide process bataye?

Answer  -sabse pahle abhi sawalo ka right jawab de > abhi aapki entry lucky draw ke liye chali jaayegee abhi aapko bas wait karnaa hain winner declare date ka. kyunki essme pura khel bhagya aur kismat ka hai  baaki others profession/work  mein khel karma ka hain;)……

 

Q.4) how to win? koi tricks and tips bataye 

Answer  – yha par mein aapke saathe real 1 lac rupees and others big prize jitne waale  winners ki winning tricks and method share kar rha hoon;  kabhi bhi minimize karke nhi khele. jaise;  ek sawal ko khola phir chale gaye answer dekhne.. nahi aisa karte hou tou company artificial ai system algorithm aapko pakad lenga aur aapki entry ko spam mein daal denga essliye dhayaan de pahle  saare sawaklo ka jawaaab notebook mein likh de  usske baad answers dene jaaye.

 

Q.5)  Amazon quiz alternative hai?

Answer  – Bilkul hain!! jiska naam hain “twitter contest” ess par click karke aap everyday amazing prizes aur apne saaare dreams pure kar sakte hou example ke liye aap agar mega cities mein rahte hain tou celebraty se mil sakte hain. aap apni har dream cheej har deen jeet sakte hain. esske alava sabse acchi baat yha par Flipkart contest and others app ki tarah competition bilkul nahi hain tou aapke jitne ke chances bhi hundrend percent badh jaate hain. mera personal experince ye kahtaa hain ki aap daily khelte hain tou har deen 100 RS se  1,000 thouand rupess ka alag-alag brands ka shopping vouchers jeet sakte. hain naa kitni amazing cheej?? essase bhi bahut badi baat ye hai kee  esake baare mein 90% logo ko maalum nahi hain mene ess par ek dedicated post bhi likhi hain jisme pura anubhav bataya hain. ess paragraph mein ” twitter contest” red colur text par click karne se nhi mil rahi hain tou earn money label mein jaakar khoje mil jaayegi.

 

Q.6) Kya amzon daily quiz time jitne ke liye Twitter par Tweet karnaa jaruti hai?

Nahi.  tweet karnaa compalsary nahi hain ye khud amazon customer care team ne bola hain. mein baar baar esliye full article read karne ko bol rha hoon kyuki bahut saari jaankari hoti hain jisase aap competition jitne ke liye eligible hote hain.

 

Q.7) old contest and new winner ko kaha par dekhe?

esski direct link essi post mein dee hue hain aap pura article padheneg tou mil jaayegee. second way : aapko funzone section mein jana hain > vaha par lucky draw winners naam se ek option dikhengaa uss par aapko tap karnaa hain > aur abhi aapko  latest declared winner list month wise  & date wise dikh jaayegaa. sabse acchi baat vaha upper filter bhi laga hua hain jisse  aap 1 se 3 saal purane contest ke winner ko bhi dekh sakte hain.

 

आज आपने ‘amazon quiz in hindi’ के बारे में सम्पूर्ण जानकारी प्राप्त की।

पोस्ट पसंद आये तो हर उस आदमी तक भेजो जो अमेजन से शॉपिंग करता है। ताकी उसको इस बात का पता चल सके की वो अमेजन से पैसा भी कमा सकता हैं।

 

इन्हें भी पढ़े  ;-

यहाँ पर क्विज खेलकर हर दिन जीत सकते हैं 100 रूपये से 1 लाख तक के उपहार, 100% गारन्टी के साथ (Twitter Contest everyday)

Google task mate क्या है ? referral code कैसे मिलेंगा ?

Freelancing freelancer क्या है ? फ्रीलांसर से मैंने कमाए 40K रूपये।

Leave a Comment